|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
Bole Toh...... Happy Waali Holi !!!
Iland mein bhatakne waale apun ke saare friends log ko apun Happy Waali Holi bolta hai......!!
Abhi kya hai...... itne time se apun public log ka time pass kar rahela hai.... aur tum log ka comment-womment bhi mast mast enjoy kiyela hai...... par iss chakkar mein apun ka dhandha thanda pad rahela hai.....
Iss liye apun ko thode time ka break lena mangta..... dhandhe ko wapas line par lana mangta hai naa..... bechara Circuit par bahot load aa rahela hai....
Ek baar sab line par aa gaya toh apun phir idhar wapas tapak padega..... kya!!
Mast Holi mana-ne ka...... khush rahne ka.....
Abhi apun chalta hai......
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|